Online Istikhara Dawat E Islami

istikhara, aman ka gehwara, chand ka tara, Allah ka Ishara aur jannat ka nazara hota hay. Istikhara kia cheez hay, istikhara kay kia faiday hein, aur Online Istikhara Dawat E Islami kion karna chahiye? agar aap ko yah batein pata lag jaein tow aap sab kuch chor kar zindagi mein istikharay ko apnaa lein gy.

Istikhara Online Dwat E Islami

jaisa kah bataya hay kah Online Istikhara mein Allah ki taraf say ishara aata hay. aksar aap jab koi faisla karnay lagtay hein tow aap sochtay hein kah mein aisa karu bhi kah nahi. kia aisa karna meray liye bahtar ho ga ya nahi.

Dawat E Islami Istikhara Online

Istikhara Ka Maqsad

istikhara ka yahi maqsad hay. aap ko sahi rahnumai mil jati hay. jo log Online Istikhara ko apnaa letay hein wo zindagi mein kabhi koi galat qadam nahi uthatay. misal kay tor par aap property purchase karna chahtay hein, aap property sale karna chahtay hein, aap bahir kay mulk safar karna chahtay hein, aap bacho ki shadi karna chahtay hein, aap naya ghar banana chahtay hein, ya aap naya business sharu karna chahtay hein tow bhai is say pahlayOnline Istikhara zarur kijiye.

Istikhara Online

lekin aik aur zaruri baat online istikhara main zehan mein rakhni lazmi hay. Wo yah kah online istikhara mein jo khawab aye us ki tabeer nikalna har aik kay bas ki baat nahi hay. Yah sirf aik khawabo ki tabeer ka mahir aalim hi bata sakta hay. Tow kia aap Online Istikhara Dawat E Islami mein khawab ki tabeer maloom karna chahtay hein? Tow Sayyed Ali Qasim Bukhari sahab say apnay kahwab ki tabeer maloom kar saktay hein.

Dua e istikharah darj zel hay. Online istikhara dawat e islami. Mazeed yah kah istikharah karnay wala kabhi gumrah nahi hota. Zaruri nahi kah aap ko khawab mein ishara zarur ho. Kabhi aisa bhi hota hay kah khawab mein ishara nahi hota. Lekin insan ka dil usi taraf mael ho jata hay jo us kay bahtar hota hay.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *